Hello to all,
Bhaiyo main yehi janna chahta hoon, kya Auto trading bharose ke layak hota hai? kya hum logo ko us par bharosa karke trading karna chahiye?
Aap sabhi ki kya raye hai dosto.![]()
Hello to all,
Bhaiyo main yehi janna chahta hoon, kya Auto trading bharose ke layak hota hai? kya hum logo ko us par bharosa karke trading karna chahiye?
Aap sabhi ki kya raye hai dosto.![]()
hanji bhai auto trading karne mein kaafi risk hota hai,mujhe tou auto trading bilkul pasand nahi aur hume esse na hei koi experience milta hai,trader manual trading karke hei forex ko samajh sakenga..
Bookmarks